बुधवार, 9 जून 2010

main muskurahat failane wali jaat ka hoon kabhi rounga nahi..... main jeet ka parcham lahrane wali kaum ka hoon kabhi harunga nahi.... wo rashta jo bheed ki taraf jaata hai...mera nahi hai... main khona nahi chahta , uss taraf gaya to kho jaunga... mushkil hi sahi sachchayi ka rasta ...koi saath de ya na de... main ussi par chalunga....Akela hi sahi

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें