Andheron ke desh mein noor aaya.
uski tez roshni koi dekh na saka
noor ne apni roshni ko thoda kam kiya
sirf kuch log hi usse dekh paaye
fir Noor ne apni roshni ko aur kam kiya
kuch aur logon ne usse dekha
fir usne apni roshni ko bahut kam kiya
ab wo sabko dikhayi deta hai
khud andheron mein rahta hai.
uski tez roshni koi dekh na saka
noor ne apni roshni ko thoda kam kiya
sirf kuch log hi usse dekh paaye
fir Noor ne apni roshni ko aur kam kiya
kuch aur logon ne usse dekha
fir usne apni roshni ko bahut kam kiya
ab wo sabko dikhayi deta hai
khud andheron mein rahta hai.
Hun.... Bahut Badhiya
जवाब देंहटाएं