रविवार, 18 मार्च 2012

khwabon ka gulak toot gaya.

4 टिप्‍पणियां:

  1. Ajab hai wo,
    apne bade bade khwabon ke liye
    gulak mein batorta tha sikke.
    har roz apni jeb ke sikke us mein dalte huye
    wo ek khwab dekhta tha.
    gulak se aati sikkon ki khankhanati awaaz
    uss mein naya josh bhar deti thi.

    Aaj khwabon ka gulak toot gaya.
    gulak toota, khwab toote

    toote gulak ko , bikhre sikkon ko dekhta hai
    jaise khwab bikhre pade hain, dil toota pada hai.
    wo hansta hai. hansta hai..ab wo sirf har baat pe hansta hai.
    uski masumiyat pe uski jahinyat ko hansi aati hai.
    gulak aur khwab tootne ke liye hote hain

    जवाब देंहटाएं
  2. आज आपके ब्लॉग पर बहुत दिनों बाद आना हुआ. अल्प कालीन व्यस्तता के चलते मैं चाह कर भी आपकी रचनाएँ नहीं पढ़ पाया. व्यस्तता अभी बनी हुई है लेकिन मात्रा कम हो गयी है...:-)

    इस उत्कृष्ट रचना के लिए ... बधाई स्वीकारें.

    नीरज

    जवाब देंहटाएं
  3. Monika ji aur Neeraj ji shukriya.... aap dono mujhe hamesha yaad rahte hain... bahut dino baad aaj kal thoda samaya mila hai , aapke blog pe aaunga zarur...

    जवाब देंहटाएं